Saturday, September 1, 2012

Chutki


1 Chutki
NASWAR
ki qemat tum kya
jano
Pathan k sr ka taj
hoti hai
1 chutki
NASWAR
Har pan ki dukan pe
aam hoti hai
1 Chutki
NASWAR
Sasti se sasti or
mehngi se mehngi
hoti hai
1 Chutki
NASWAR
Difrent green color
main dastiyab hoti hai
1 Chutki
NASWAR
Har jaga beth kr lagai
jasakti hai
1 Chutki
NASWAR
Nashe ki shuruat hoti
hai
1 Chutki
NASWAR
Plastic & rubber band
k sath hoti hai
1 Chutki
NASWAR
Aur kuch nahi bas
1 Chutki
NASWAR


0 comments:

Post a Comment