Monday, January 7, 2013

Sardar Jokes


Ek baar sardar ji kahain jaa rahe tahe k ek diwar par padha “padhne wala gadha”
Sardar ko bohat ghussa aya, unhon ne mita kar likh diya! “likhne wala gadha”
Train mai ek husband apni wife say: “tujh say shadi kar k pachta raha hoon.”
“dil karta hai tujhe kutttay k aagay daal doon”
Samnay wala passenger bola: “bhao bhao”
Wife mere iraday baray neek hain, aap 1000 mai ek hain.
Sardar: mera dimag bara taiz hai, pehlay ye bata baki 999 kon hai?
Sardar looked himself in mirror and said:
Is ko kahain dekha hai. Then he said:
Oye yaad aya, ye to woh he kamina hai jo
Shaadi ki album main meri biwi k saath hai :p

0 comments:

Post a Comment