Monday, August 27, 2012

WAKT

Wo yaaron ki mehfil,Wo muskurate pal,
Dil se juda hai apna beeta hua kal,
Kabhi guzarti thi zindagi wakt saath mein bitane mein,
Aaj wakt guzar jaata hai un yaadon ko jutaane mein!

0 comments:

Post a Comment