Thursday, August 30, 2012

Kabhi royegi meri yaad mein tanha


kabhi royegi meri yaad mein tanha
ujjad chuka hoga aashiyan ho jaungi mein fanaa
mere har baat ko tasvir banake rakhna
mera intzaar apni aankhon mein banake rakhna
tujhse maangi thi khushiyan maine
tune gumm bhi dene se inkaar kar dia
jaate hue yaaad karna mud mud kar
mere aansu teri awaaz ko taras rahe the
humein meffilon mein bhula dena lekin
bahut yaad aaungi mein tanhaiyon mein
kabhi royegi meri yaad meien tanha dekhna.
Teri judai bhi hamein pyar karti hai, teri yaad bahot
bekrar karti hai, vo din jo tere sath guzare the,
talash unko nazar bar bar karti hai.


0 comments:

Post a Comment