Mousam ko mousam ki baharon ny loota.
Kashti ko sahil kay kinaroon ny loota,
Tum to dar gaye aik hi qasam say,
Humain to tumhari qasam day kar hazaron ny loota.
————
Na mila dil ka qadardan is zamany may,
Yeh rishta toot gaya dekhnay or dikhanay may,
Sochtay hain ek roz SHAMA say pochain,
Maza kis may hay..jalnay may ya jalanay may?
————-
Labon ny ajkal muskarana chor dia hai,
Khuwabon ny palkon pay ana chor dia hai,
Nahy atii ab to hichkian bhi humain,
Shaid kisi nay humain yad karna chor dia hai.

0 comments:
Post a Comment